Galtiyan jo mujhe Tod gayi
Ek aam ladka... jo apni hi galtiyon ka bojh uthaye jee raha hai. Pyaar me ego, dosti me galat faisle, aur sapno ke peeche bhagte hue khud ko kho diya. Har galti ne use thoda-thoda tod diya... Par kya galtiyan hi uski pehchaan banengi? Ya wahi galtiyan uski sabse badi taakat ban jayengi? Ye kahani hai ek ladke ki - jo toot kar bhi khud ko dobara banana chahta hai.