webnovel

Ladkii hu mai

Galti se aayi is duniya me mai

Ladke ki chahta me hui ladki mai

Bachpan se hi kisi ne na kiya pyaar mujhe

Ladke ki chahta me hui jo ladki mai

Dadi ji ko lagti mai karele ki tarha kadvi mai

Dada ji ke dikhne se pahle hi khuda ne bola liye unhe

Fuffi ji ko naa pasand thi mai ladke ki chahta me hui jo ladki mai

Jinko na pasand thi unko deti ulta jawab me Ladki hone ka jo gurur tha mujhe..

Bada chota mai na dikhti

Meri maa baap ko koi ulta bole toh mai uski

Maa bhen ek deti

Galti se aayi is duniya me mai

Ladke ki chahta me hui jo ladki mai

Na darti mai kisi se muh pe jawab deti mai

Isliye har kisko chubti mai

Ye sanskari ye pyaari ladki ka alfaz use nhi Kiya jata mera liye

Ladki hone ka jo gurur tha mujhe

Galti se aayi is duniya me mai

Ladke ki chahta me hui jo ladki mai

Ladki hone ka hi toh gurur hai mujhe me

-ALFII❤️