webnovel

wapasi

Precap: Dushyant and purvi were talking to each other.

Purvi: waise aap Kahan jaane wale hai

Dushyant: Mumbai.....tumhara Ghar to Delhi mein hoga na

Purvi: Nahi bhaiya...vo Mai Mumbai mein rehti hu yahan Delhi mein issi mission ke liye aayi thi....waise Aapke parivaar mein kaun kaun hai

Dushyant: mere parivaar mein dadaji hai, dad hai , bade chacha- chachi , chote chacha - chachi aur Mai hu......aur tumhare parivaar mein?

Purvi: mere parivaar mein mom hai, mama mami hai, unki beti Meera aur meri chhoti behen mansi hai aur of course Mai to hu hi

Suddenly doctor enter in ward. He check Dushyant.

Purvi: Doctor ab ye kaise hai?

Doctor: bilkul thik hai

Dushyant: to Mai phir Mumbai ja Sakta hu

Purvi: ha...kya ye travel Kar sakte hai

Doctor: ha....sar pe jyada chot Nahi hai to khabrane ki koi baat Nahi hai

Purvi: ok... thank you doctor

Purvi inform Pankaj that she will come tomorrow . Pankaj told this in bureau and to Meera and kavin also.

Next day,

Meera and kavin were going to receive purvi from airport. Kavin was getting ready to go to the airport when his phone rang and he picked up the call.

a

At airport:

Trio are waiting for her. she came with Dushyant. She came near them. Kavin immediately hugged her tightly Such that he will never let her go away from himself. Purvi was shocked by his sudden action. She was happy But she suddenly remembers that he is not her. Pankaj felt something weird but decide to ignore it that time. She separated from him. She knows that he is worried for her and knew about her mission.

Purvi: Mai thik hu

Kavin pov: tumhe hamesha pata hota hai ki mere dimaag mein kya chal raha....to tum ye kyu Nahi samjhti ki Mai tumse Kitna pyar Karta hu

Mansi also hugged her. She has tears in her eyes but at the same time angry also.She separated from hug.

Mansi: mujhe tumse baat Nahi karni...Bina bataye..Bina mile chali gayi.....Mai Kitna daar gayi thi

Purvi: I am sorry....Mai agli Baar aisa kuchh Nahi karungi....pakka.....plz maaf kardo...plz

Mansi: Mai ab tujhe jaane hi Nahi dungi....agli Baar aayega hi Nahi

Purvi: achha Baba sorry......plz sorry... sorry

Mansi: ok but last time

Pankaj also hugged her.

Pankaj: Mai bohot dar Gaya tha....mujhe laga tujhe...

Purvi: mujhe kuchh hogaya.....right

Pankaj nodded.

Purvi: mujhe kuchh Nahi hosakta tha...

Pankaj: par tere saare connection kaise tut Gaye

Purvi: bureau mein batati hu..chal

Pankaj: arre vo aaj DCP ne kuchh trainee leke Aaye the to Hume chhutti de Di

Purvi: chalo kuchh to achha kaam Kiya DCP ne

And they both hi fied and giggle.

Dushyant smile seeing their bond. Suddenly kavin eyes fall on Dushyant.

Kavin: arre Dushyant...Tu Yaha

Pankaj: to yahi hai Mr. Dushyant Malhotra....waise kavin tum inhe kaise jaante ho

Kavin: vo ye Mera friend hai

Purvi: Oo to aap hi iske college ke friend hai

Pankaj: tumhe ye kaise pata Chala

Purvi: vo..

Kavin: Maine hi bataya tha....waise tune bataya Nahi ki Tu Yaha kaise

Purvi told them everything.

Mansi: achha abhi chalo Ghar chalte hai.....ma intezaar Kar rahi hai

Purvi: tune maa ko bata Diya

Mansi: ha...vo aaj subah aate waqt bata Diya

Purvi: arre man tune ye kya Kiya

Mansi: Mai kya Karti pari maa kabse tere baare mein puchh rahi thi

Pankaj: achha ab chalo

Kavin: Dushyant Tu Kaha rehne wala hai

Dushyant: India mein hamara Ghar hai par uska Ka renovation ho Raha hai aur dad jabtak Nahi aate tab tak Mai Kisi hotel mein rahunga

Kavin: kyu Mai mar Gaya hu.....Tu mere sath mere Ghar pe rahega

( Before going to London, kavin and his family lived next to Kapoor Mansion. And now after renovation they shifted in that.)

Dushyant: par

Kavin: par var kuchh Nahi Tu chal Raha hai hamare sath

Purvi: ha Bhai plz chaliye na

Dushyant: thik hai

Mansi: Bhai...ye hamare Bhai kabse ban Gaye

Purvi: Bhai ke pass behen Nahi thi aur mere pass Bhai....to Maine inhe apna Bhai Bana liya aur inhone mujhe behen....aur pata hai inhone meri Jaan bhi bachayi

Mansi: ab aap pari ke Bhai hai to mere bhi Bhai huye..... thank you bhaiya pari ki Jaan bachane ke liye

Dushyant: bhaiya bhi bol rahi ho thank you bhi......ek Bhai apni behen ki Jaan Nahi bachayega kya

Mansi: of course bachayega.

He placed his hand on her head and she smiled. Every one smile to see the bro- sis bond.

Kavin: ab chale

All: ha

Pankaj: purvi tere liye ek gift hai

Purvi: kya

Pankaj: vo to parking lot mein hai...chal dikhata hu

They all move towards parking lot.

In Airport's parking lot :

Pankaj: ye Dekh

Purvi: saineee

A bullet bike is standing in front of them.

Purvi jump in happiness and hug saine.

Pankaj: ye Dekho leke Mai Aaya aur iss saine ko hi hug Kar rahi hai

Purvi hug Pankaj tightly.

Purvi: thank you so much....I love you....

Pankaj: I lo...

Purvi: I love you saineeeeeee( laugh)

Pankaj: achha thik hai ussi ke pass jao....Apne best friend ko bhul ja

Purvi: arre Nahi....I love you so much pankaj

Pankaj: saine se jyada

Purvi: of course.....saine se jyada

Pankaj: I love you too

Mansi: achha ab chalte hai

They all move towards their home. Purvi was ridding her bike and four of them were in car.