tu ja rhi h to ja mera khayaal na kr
tu khus hai bs isse jayada baat na kr
aur tere jaane ke baad main kisi aur ka ho jau iss baat pr swal na kr
aur ha tubhi mujhe chahti h iss baat se inkaar na kr
tujhe yaad to meri bhi bhut aayegi=2
lekin yaad krke apni saam kharab na kr
tu ja rhi h to ja mera khyaal na kr .2
aaye yaad to aa jana kabhi bhi
mujhse milne se khud ko inkaar na kr
tere jaane k baad roya hu
mere jajbaaton k sath khilwaad na kr
tu ja rhi to ja mera khayaal na kr
ab mujhe khuda se maagne ki jhuti fariyaad na kr
hicki aati h kabhi kabhi mujhe=2
sayad tu yaad kr rhi h to sun le
ab tu kisi aur ki ho chuki h isliye mujhe yaad na kr aur
tu ja chuki h to ja mera khayaal na kr
tere liye maine sb chor diya
tere pyaar m aake bachan k dost tk ko chor diya
wo aaya tha kal mujhe bulane
mera chehra dekhkar wo kamina khud ro diya
phir usne bola bhai ab koi fariyaad na kr
wo ja chuki h to janede ab tu usse yaad na kr
usse tera pyaar smjh ata to jati hi nhi ab tu bhi aashu barbaad na kr
tu ja rhi to ja mera khayaal na kr