webnovel

kavya regain her memory

ab kriss and rashika bhi hospital puch jaate hai ab ishita unko sab kuch bata deti hai ki kaise kavya ka accident hua ab ishita ko ek call aata hai aur usko jaana padta hai ab dr. operation theater se bahar aata hai aur kriss rashika ko batata hai ki kavya is out of danger

dr ki baat sunker dono khush ho jaate hai ab kavya ko hosh aa jaata hai ab rashika and kriss dono ko pata chal jaata hai ki kavya regain her memory laavanya unki life se jaana chahti hai but kriss usko rok leta hai ab rashika waha se chali jaati hai ab laavanya and kriss dono romance karte hai laavanya kriss ko kiss karti hai ab laavanya ghar aa jaati hai ab kriss confused hai kyuki kriss ab ek se pyar karta hai laavanya se aur rashika pregnant hai ab kriss ko muskil lag raha hai ki woh kis ko choose kare rashika ko yaa laavanya ko