webnovel

Bipin Rawat

Bharat desh ke pehle CDS Bipin Rawat.

Ek esa admi jisne aapne zindagi ke 40 sal army aur desh ke leye nayochavar kar deye.

8 December pure desh ke leye na bhul ne wala din.

Voh es esa admi tha joh sirf desh ke leye jiye.

Hum se unko kho deya.

Kash agr esa hota ki voh bach jate.

Voh kitna dardmay manjar rha hoga.

Unhe kya pata tha ki voh jis safar ja rha tha voh unka akhri safar tha.

Na aapne betyio se mil paye na voh aapna vada pura kar peye unke sath ghumne jane ka.

Arey bhagwan ye kya kia tune etne bhale ensan ko kyu etni jaldi bula leya.

Jabki es wakat desh ko unki jarut thi.

Kash agr voh bach jate.

Toh aaj ka ye din kuch alag hota.

Na voh bach paye na unki patni

Aaj sach mein sath jene ki aur sath marne ka vada pura hote hua dekha ha.

Nahi toh aaj kal es duniya mein sath marna toh kya log sath jene nahi chate.

May Bipin Rawat and Madhulika Rawat soul rest in peace.

Today I am very sad.

We lost legend. And we all are going to miss him.

Such a amazing, kind, humble person.

Namita_Thakurcreators' thoughts
Chapitre suivant