webnovel

amit ki baatey

amit bola

nirjala tumare sath muje pyar karke bahut acha laga. tum bahut sundar ho. Mai tumse pyar karta hoo. mai tumhare sath saari jindagi bitana chahta hoo. to nirjala boli darling mai bhi chahti hoo ab to mera khud ka makaan bhi hai wahi pe tum mere sath reh sakte ho. to amit bola ki mai kisise kuch chupana nahi chahta bas tumhe sabke saamne shadi karna chahta hoo. amit aur sasu ki baate sun ne ke bad muje bahut hasi aa gayi aur mai unka saamne aa gayi. muje dekh ke mera bhai thora chakit ho gaya aur sasu maa bhi. mai excited ho gayi aur aaj pehli baar mene thora gussa dikhake amit ko bola amit tum nirjala ke sath kya kar rahe ho, chi. to nirjala ne bola dekho sunita meri baat suno. mera ab rasta saaf ho suka tha kyonki mai jaan gayi ki ab muje aur mere devar daman ka ek hona asan ho gayi hai. mene sasu maa ko dekh ke bola " nirjala tum chup ho jao mai amit ki aaj khabar lungi bahut badmas ho gaya ". mene mauke ka fayda uthake aaj apni sasu maa ko naam se pukara tha aur sasu maa bhi ab is halat mai nahi ki wo muje bahu ke taur pe dant sake kyoki wo ab meri bahu yani mere chote bhai ke premika jo thi. fir amit bola ki nirjala aur mere bich ye sambandh mere shadi ke bad se hi hai. tab mene amit ko bola ki to ye kya bol raha hai, nirjala bidhwa hai wo tujse pyar nahi karti bas time pass kar rahi hai. tab nirjala boli sunita ye sach nahi hai mai amit se sach me pyar karti ho aur ab mai apne purana samay ko bhul gayi ho. mai wo widhwa nirjala nahi hu jo apne pati ke gam mai apna jindagi guzar dale mai wo nirjala ho jo amit ke sath firse ek naya ghar basana chahti hai. mai hasne lagi par fir mene unko bola chehra pe aasu laake ki ap to bidhwa hai aap firse shadi kar sakti hai par meri to pati jinda hoke bhi mara hua hai. mai to chahke bhi apne pyar se shaadi nahi kar sakti. to nirjala ne muskara kar kaha to kis aur se pyar karti hai. to mene bina chipaye bol diya ki nirjala mai tumhara saga beta (hariya sotela hai) daman se pyar karti hoon. Nirjala ne tab haske boli ki arey pagli hariya ka hona ya naa hona ek he bat hai agar daman aur to ek dusre se pyar karti hai to maje se apni jindagi ji muje koi problem nahi. mai khusi ke mara jhum uhti, mana nirjala ko thank you kaha aur unlogo ko wahi chor ke daman ke pas aa gayi khus khabri sunane.

Siguiente capítulo