webnovel

Ch-2 Special Care

Mi-kyung ko service dene mein thodi mushkil ho rahi thi.... saaf-saaf dikh raha tha ki.

Woh iss technique se bilkul anjaan thi. Ek nausikhiya thi.

Yahan tak ki Roy bhi dheemi aanhe bhar raha tha. 😮‍💨

Usey dar tha ki kahin Mi-kyung usey galti se chot na pahucha de.

Aadhe ghante ki humesha smaran rehne waali dekhbhal ke baad. 😵‍💫

Mi-kyung ne ek gehrai chain ki saans li.

Lekin usne apni shop iss special service dene ka khayal bhi dimaag se nikaal diya tha.

Kaam khatm hota dekh Mi-kyung achhe mood mein thi.

Lekin is waqt, Roy ka chehra kuch theek nahi lag raha tha.

Phoola hua aur laal.🥵

Roy tezi se saansen le raha tha.

Mi-kyung bewakoof nahi hai.

Vidhwa hone ke kaaran, woh....

Woh bilkul jaanti thi ki Roy ki aisi haalat kyon thi. 😏

Achanak Mi-kyung apna sar Roy ki or ghumaya...

Uske chehre par lajja saaf jhalak rahi thi.

Usne apne patle honthon ko halke se apne daanto tale dabaya.

Chahe uska bartaav ho ya vyaktitva, dono mein sharm bhari hui thi.

"Roy, tum theek ho... Kya tum theek ho?"

Agar pehle waala darpok Roy hota, toh jarur kehta ki mai bilkul theek hu.

Lekin filhaal Roy ke sharir mein dusre earth se aayi hue Roy ki aatma thi. Iss naye Roy ka Vyaktitv pichhle roy ke bilkul ulta tha.

Mi-kyung ne apne iss experiment ke liye roy chuna tha kyonki pichhla Roy kaafi nek aur imaandar aadmi tha.

Jab Roy ne Mi-kyung ki aawaz suni.

Toh usne apna sar upar uthaya, Mi-kyung ki aankhon mein aankhe daalte hue na mein sar hilaya.🤒

"Sister Mi-kyung , Mai... Mai bahot bechain mehsoos kar raha hu... mujhe lagta hai ki mai phatne wala hu... itni garmi hai... kya ho raha hai? Kya mai... mai marne wala hoon! Uuhh~ mai marna nahi chahta..."

Roy ke acting skill kisi anubhavi actor se kam nahi the. Kayi young actors uske saamne paani kam chaai the. ☕

Roy ko yeh kehte sunn.

Mi-kyung ka shwet sundar chehra, khoon sa laal ho gaya, Maano jaise zara se chhune par khoon tapakne lage.

Woh roy ko ek tak ghoorne lagi.

Kuch der sochne ke baad, maano jaise usne koi bada faisala kiya ho.

Woh dheere se jhukkar Roy ke saamne baith gayi.

Apna sir uthaya aur Roy ki taraf dekhte hue kaha.

"Roy, yaad rakhna yeh hamare beech ka raaz hai, samjhe?"

Roy ne bhi apne bholepan ki acting jaari rakhte hue, haan mein sar hilaya. 😏

"Sister Mi-kyung, mai samajh gaya, yeh hamare beech ka raaz hai!"

Aur phir...{ T/N- Apna dimaag laga lo kya hua hoga. }

Iss waqt, darwaze ke bahar, Jun-woo ka chehra koyle ki tarah kaala pad chuka tha.

Ek ghante se zyada waqt ho chuka tha.

Phir bhi, ek ghante pehle ki unn do logo ke beech ki baatchit abhi bhi Jun-woo ke kaano goonj rahi thi.

Jab se woh Mi-kyung ke ghar par rehne aaya tha.

Jun-woo ne iss vidhva ko apna maan liya tha.

Halanki, Mi-kyung Jun-woo ko bado ki nazro se dekhti hai. Jaise koi bada aadmi bacche ko dekhta ho.

Lekin Jun-woo aisa nahi sochta.

Isliye woh Mi-kyung ke saamne dayalu aur masoom hone ka dikhava karta hai.

Lekin asliyat mein, parde ke pichhe yeh pichhle Roy ko bully karta aaya hai.

Jun-woo ne gusse se apne ungliyon ko mutthi mein badal liya.

"Ah!! Iss harami ko toh mai kal school mein sabakh sikhaunga, isey iski aukaat achhi tarah dikha dunga!"

Itna kehte hi----

Usne kamre se aate hue halke kadmo ki aawaz suni.

Woh kamre ke andar ho rahi, do logo ki baatchit ko halka-halka sunn pa raha tha.

"Sister Mi-kyung, um... haan... bas... aise hi..."

Baki Mi-kyung ki aspashth aawaz thi.

Darwaze par khade Jun-woo ke naakhun uske haath ke komal chamde mein ghus chuke the.

Lekin iss samay kamre mein.

Mi-kyung... { T/N- Protein Shake pee rahi hai. 😏 }

------------------------------------

T/N Notes-

Wow 37 collection ek din mein. Thank you so much. 🙏

Aapki tippani ( comments ) ka mujhe intezaar rahega. Avashya kariyega.

Kyonki mai iss Fanfiction ko MTL se translate kar raha hu, toh wahan bahot si galtiyan hoti hai. Isliye translate karte waqt maine kayi jagahon par apne hisaab se badlaav kar diya hai. 📝

Aur jaisa ki aap dekh sakte hai ki mai pure hindi par zyada jor de raha hu agar aapko dikkat ho toh bata dena, mai modern hindi mein likhna start kar dunga..

That's All.....🙏🙏😁l

Nächstes Kapitel