14 piya blackmail aryash

ab aryash waha se chala jaata hai aur piya happy ho jaati hai ab aryash ghar aa jaata hai ab aryash megha ko room main lekar jaata hai jaha par woh megha ko saara sach bata deta hai jise megha tood jaati hai ab waha par piya aa jaati hai aur megha piya ko thappad maarti hai piya ko gussa aa jaata hai ab piya megha and aryash dono ko blackmail karti hai agar aryash ne mujhse shaadi ni ki tho isko jail main bej dungi yeh sun dono showked ho jaate hai megha aryash par believe karti hai jise aryash happy ho jaata hai ab yeh baat puri family ko bata chal jaati hai jise sab showked ho jaate hai

avataravatar
Next chapter