webnovel

PARENTS

HUM SAB JAISE JAANTE HI HAI KI PEHLE LE SAMAY AUR AAJ KE SAMAY MAY KYA ANTAR HO GAYA HAI OR KHAS KAR KE AAJ KAL KE BACCHO MAY. PEHLE KE BAACHE JOH HOTE THE WOH APNI MAA- BAAP KI HAR EK BAAT MAANA KARTE THE UNHE KABHI BHI ULTA JAWAAB NHI DIYA KARTE THE. PEHLE KE SAMAY MAY MAA -BAAP NE JOH BAAT APNE BACCHO KO BOL DETE WOH UNKE LIYEH PATTHAR KI LAKIR KE BARA BAR HOTI THI, JISSE KOI NHI BADAL SAKTA THA. LEKIN WAHI AAJ KE MODERN BACHE MOBILE MAY ITNE WYAST HO JATE HAI KI UNKE MATA-PITA UNHE KYA KEH RAHE HAI UNHE KUCH PATA NHI CHALTA WOH SAB BAS APNI HI DHUNKI MAY REHTE HAI.

PEHLE KE BACCHE APNE MATA-PITA KI SEVA MAY APNA SARA JEEVAN BITA TE THE,UNHE APNE SAATH-APNE GHAR MAY HI RAKHTE THE LEKIN AAJ KAL KE KUCH BAACHE JAISE HI BADE HOTE APNI MATA-PITA KI JAYDAAD LE KAR UNHE SADAK PAR YA VIDH AASHARAM MAY JHOD DETE AUR EK BAAR BHI NHI SOCHTE KI AAGE UNKA KYA HAAL HOGA. MATA-PITA APNE BAACHO KI SALAMTI KE LIYEH KHUD KO TAKLEEF MAY RAKHTE HAI, UNKE BAACHE AACHE KAPDE PAHEN SAKE ISLIYEH KHUD PURANE KAPDE PEHNA KARTE HAI. HIM BAACHE AGAR KOI AACHE MEHNGA KHANA KHANA CHAHTE HO TOH WOH BINA SANKOJ KE HAMARE LIYEH KHARID KE LE AATE HAI AUUR JAB HUM UNSE KEHTE HAI KI APP BHI KHAIYEJ TOH WOH HUM SE KEHTE HAI KI "HUMME YEH NHI AACHA LAGTA". HAMARE MATA-PITA HUM SE YEH ISLIYEH KEHTE HAI TAKI UNKE KHANE SE KAHI HAMARE LIYEH KAM NA PADH JAYE. LEKIN AAJ KAL KE BAACHE TOH BAS FASHION MAY OR DEKHAVE KE LIYEH APNE MATA-PITA KE PAISE BAS UDHATE REH TE HAI KABHI YEH NHI SOCHTE KI HUMNE JITNE PAISE UDAY UTNE PAISE KAMANE MAY HAMARE MATA-PITA KO KITNI MEHNAT KARNI PADI HOGI.

IS LIYEH DOSTO HAME HAMESHA APNE MATA-PITA KI BAAT MANNI CHAHI YEH AUR HAMESHA UNKI SEVA KARNI CHAHIYEH

ALWAYS RESPECT YOUR PARENTS

FIROZ_KHAN_7592creators' thoughts
Next chapter