13 Life of any exam aspirants

Sab ke life normal hogi par aspirants ke life normal ho hi nahi sakti.

Kuch topic samjh ne ayia toh problem.

Numerical solve ne ho rha toh problem.

Unki life mein problem ho toh problem.

Parents ka pressure exam pass kar ne ke leye.

Rishtedaro ke tane se bach na ka solution .

Na jane kitna solution chyia aspirants ko har problem solve kar ne ke leye.

Exam mein fail hone ka dar.

Syllabus complete na hone ka dar .

Na jane kya kya fear.

Kon se answer ks ka hoga uska dar.

Exam mein marks kitna ayia ge uska dar.

Par jab exam pass hone ka bd parents ke joh smile ha uske bre mein soch ke acha lagta ha par ksi bhi exam ko pass kar na bhut mushkil hota ha.

Parents bhi samjh te ha par voh bolte nahi ke beta agr nahi ho rha ha toh kuch aur kar lo par aapne aapko tension mein na rakho.

Kuch hi parents hote ha joh ye baat kahte ha.

Par aspirants ke life mein joh kuch bhi hota voh har ksi ke life mein hota hi ha koi exam pass kar jata ha aur koi exam na pass karke ksi aur field mein acha kam karta ha.

Just enjoy your aspirant life kyu ke ye pal vapis nahi ana wale.

Thank you for reading.

avataravatar
Next chapter