12 I don't know

Mujhe khud nahi pata ke mein kya kar rhi hu.

Zindagi esi ualjhi ha ke kuch pata hi nahi ke kya shuru hua tha aur kya nahi.

Sab kuvh ajib sa lagta ha.

Na jane kab kya ho jaye.

Ksi ko kuch pata nahi.

Ye zindagi bhi kuch ajib se ya.

Kab hi kushi kab hi gaam.

Na jane kya ho rha ha kyu ho rha ha par joh bhi ho rha ha kuch acha bhi ho rha ha aur kuch bura bhi ho rha ha.

Mujhe bhi kuch pata nahi ye kya ho rha ha Apr zindagi ka har ek pal hasin ha na jane kab kya ho jaye aur dil mein ye na rhe ki hum ne zindagi acha sa nahi jee .

Es leye joh bhi ho rha ha usko enjoy kar na sekho.

I hope aapko mere message samjh aa gaya ho.

Thank you yaha tak padh ne ke leye.

avataravatar
Next chapter