webnovel

Muslim

Ma kon ho?? Ya wo savaal hai jis ko her koi jan na chahta hai.

Mazhab

Kiya hai Hamara? Ahl e hadees,

Ahl e sunnat, ahlay tashee kon hai hum kon bataya ga hamay key hum kon hai.....

Zaat

Zaat sab sey zarori hai hamary mashray mey us key liya hum ek naik ensaan tk ko bi ignore kar dety hai aaur apni betiyou ko sharabi chor katil tk ko dey dety hai. kiu? Kiu key wo hamari zaat ka hai.