1 fake Tera pyar

1. Aankhen Hain band Kaise sou bata

kya thi Kamimeri kya thi khata

Teri yadon ki galiyon mein khoya hu ma bhul Gaya Apne Ghar ka pata

Teri hi yade ab Hain Sahara phirta hoon aise Jaise koi Awara

Jin sab ko tere liye tha chhora Aaj vahi Hans ke mujhe kahate bichar

Bandhan ki Dori kyoTut chuka hai

hathon se tera hath kyon chhut chuka ha

apni vo pyar ki kashti ko kiski najar Lage Jo yah doob chuka ha

ha nahin pata tha Tera feak ha pyar

kashti vo pyar ka hoa na paar

chahta to tujhe main bapas le aata pagali par khud se gay hoo main har

2. yad hai mujhe tarikh thi 2

ab sapne dikhakarkyo kho gai Ho

Kaise main bhulaau Khali wo Raat

jab hathon mein hath mere paas se theek to

pagal sa banke Teri galiyon mein phirta ho

akele meia baitha tanhai se ladta hu

pyar Baver mujhse dobara Na hoga

is pyar ke Naam se Banda ma darta hun

chut ha gehri nahin hai to pass

mujhe Aaj bhi Teri aane ki ha as

chhoda tune mujhe uskeliye

Shayad vah mujhse hoga hi khas

bus itna Bata de na Khush ha kya tu sath nahin Magar Kahan se hai tu

yah gana agar tere kano tak pahunche to bus

mujhe itna Bata Dena ki kaisi hai tu

avataravatar