Hairan pareshan tha is jha me aake jab
samajh me na tha ki kya din hai kya rat
aankh khuli to samne tha vo anmol sa chehra
sayad yhi thi mere vakt ki suruaat....
☺☺☺ ..... hmm mere vakt ki suruaat....
Pahla kadam pdha is pawan dhara me jab
aankho me thi roshni aur man me thi hajaro
bat..
kya hu mai aur kyu aaya hu yha
par yhi thi mere vkat ki suruaat
☺☺☺....hmm mere vakt ki suruaat
jiska tha intjaar aaye vo ghadi jab
Suhana tha mausam aur hone lgi barsat
pahli dafa hua aisa jab kuch samjha mai
ab thodi muskil huye mere vakt ki suruaat
☺☺☺...hmm mere vakt ki suruaat...