1 Bunder le chane ki daal start

tamatar Naam Ka Ek Ladka Juki part time job Karta.

Tha shopkeeper Apne Ghar Chala Gaya aur tamatar ko kahan gaya ki aaj dukaan ko acche se band kar dena per tamatar ko dukaan Ke Tale Mein Chabi dalna bhul gaya aur Tala chori ho gaya. agale Din jab shopkeeper Aaya to usne Dekha yah ki dukaan Ka Tala chori ho gaya hai. aur dukaan ka sara Saman theek hi h. yah Dekhkar dukandar ka Sar Chakra Gaya aur gusse se aag Babula Ho Gaya.

to dukandar Ne Socha ab mai tematar Ki Galti ki kya Saja Dun.

to dukandar Ne tamatar ko Saja Ke Taur per Ek kam karne ki Hukum bhaiya.

dukandar bahut hi Chalak aur baniya tha . usne Socha Aaj usne Mera Tala Ko Churane Main madad ki to main isko Aaj Na chhodunga per Sarkari Taur per murder karna gairkanooni tha isiliye usne tamatar ko ek kam shop Diya aur Kaha Agar tamatar Ne kam pura nahin kiya to vah nikal Diya Jaega aur uski complaint police Mein Karai Jayegi jis ki acchi Saja ho sakti hai.

is musibat ke mahake per vichar tamatar ko uski Baat manani Padi jawab tap Bandar Le chane ki daal kya Bandar chane ki daal khata hai jawab Aasan Tak jawab dena Aasan tha per dukandar Ne Kaha jawab Mujhe Jawab Nahin Chahenge Mujhe yah example Nahin experiment karke dikhao Tu vichara Tamatar chal Pada chane ki daal dekar Bandar ko dhundhne aur yah Kahta chalne Laga Bandar Le chane ki dal Bandar Le chane ki dal Bandar Le chane ki daal Ek Bade Samay ke bad bahut time ke bad usko Ek Bandar Mila usne use chane ki daal de Bandar Ne chane ki daal Khai Bandar ko tesh Pasand Aaya.

aur tamatar ka Hath kha Gaya. per Bandar 2 Ek Aam Bandar Hota Hai tu Bandar Ne uska Hath Kyon khaya liya are Bandar to meet Nahin Khata to Bandar Ne uska Hath Kyon khaya sochne Ki Baat Hai.

Pata Chala Ki bandar ka dimag kharab ho chuka tha Kyunki Ek Kam Karne Wale Ne uska sir kha liya tha.

bandar ka sir kaise kha liya.

Ek Bandar Hai Uska sir kha liya to mara Kyon Nahin nahi .

tuo pata chalta hai ki Bandar To Mar chuka tha Kyunki ab bandar bhoot Ban chuka tha.

to vah hath kha sakta hai isiliye Usne tematar ka Hath ka liya.

Apna Ek Hafte pahle Karab vichara tamatar Apne Malik ke pass Gaya Bola Malik tamatar na Kaha Malik aaj mera Haath kha liya gaya hai aur Main Pata Laga Liya Hai Bandar chane ki daal khata hai.

gusse se Lal Ho Gaya wala Tera Hath Chala Gaya To Main Kya Karun Tu naukar yani ki Tamatar to usne Kaha han theek Hai Mera Hath Gaya Hai Magar Tumhari Garden Jayegi Kyunki Mera Hath ka Khoon Bahane se main hi Maut Ho Gai aur Yahi Baje mein bhoot ban ke aaya hun aur Teri gardan Lekar Jaunga hahaha tamatar bhoot Ban chuka hai aur usmein apne Malik ko Mar Diya Hai aur Tamatar Aaj Bhi sadkon per ghoom raha hai aur bus Yahi bolata ja raha hai Bandar Le chane ki daal Bandar chane ki daal Bandar Le chane ki daal

avataravatar
Next chapter