6 aj raat Ko kya hua

phir raat Ko SB log khana kha rahe rhe ( Aakash Abhi tak ni Aya tha)Divya ki SaaS ne kaha beta tum bhi kha lo khana lakin Divya ne mana kr diya..

Divya Ko preshan dekh SaaS Ko lga ki ise Apne ghar ki yaad Rahi h..sbka khana ho Chuka tha SB log Apne Apne kamre mai ja chuke the..Divya Apne kamre mai Aakash ka intezar krte krte kB so gyi use pta ni chala..

itne Aakash bhi aa Chuka tha maa ayi bhar or aakash Ko smjhane lgi ki Kam mai itna Mt busy reh ki apni biwi Ko time bhi na de paye aj wo preshan. lg rahi thi..Apne ghar Ko yaad kr Rahi hogi..usne khana bhi ni khaya raat Ko chal ab ja room mai..

mai khana bhijwa Rahi hu dono Sath mai khana..

Aakash ne kha thik hai maa or kamre ki taraf chalne lga..

maa ki baat sunke dukh bhi lg rha tha lkin use kch smjh hi ni aa rha tha..

avataravatar
Next chapter